Jab Rana ne jab praan gawaye, tab bharat maa ne apna veer suputra khoya….. Chala gaya wo veer, ladta hua apni aakhri saans tak aur bhar gaya hum mein utsah aur umang bharat maa ke liye jeene ka….. Maharana Pratap ki jayanti ki hardik shubhkamnayein.
Bharat Mata ka ye veer putra, har deshwasi ko pyara hai….. Iske veerta ke kisson ne hum sabko yaad dilaya hai, ki jab bhi maa par koi dushman gandi nazar dale, toh naam lekar Rana ka saath mein kardo uska ant….. Bolo Maharana Pratap ki jai!!!!
Aao karein shat shat naman us veery yodha ko, jisne aakhri saans tak jee jaan laga di apni bharat maa ko bachane mein, jisne apne praan Khushi- Khushi gawaye mata ke samman ki Raksha karte hue….. Maharana Pratap ki Jayanti ki dhero badhaiyan.
Haldi ghati ke udh mein jis veer ne machaya tha kohram…. Wo veer jiski veerta dekh kar har dushman kap-kapaya tha, wo yodha jisne apne sahas se har Hindustani ko yehi bataya tha ki maa ke liye praan nyochawar karna hai Gaurav ki baat….. Maharana Pratap ko naman.
Let us salute to than warrior who will continue to inspire generations to come with his courage and determination…. Warm wishes on Maharana Pratap Jayanti!!